Thursday, 6 February 2014
Daily Geeta sandesh
" SHRIMADH BHAGWAT GEETA " 35)
SHRI KRISHNA kehte hain ke, Hay Arjun..! Mujhe dekh, main jo teenon lokon ka swaami hoon aor mujhe kisi bhi karm karne ki aawshakta hi nai hai, fir bhi main lokon ke kalyaan keliye ishnaan, sandhya gaayetri va anya karm karta hoon, Gau, Bhirahman va Maata Pita ki sewa karta hoon, agar main aalas karke satya karm chhodker baithh jaayonga, to mujhe dekhker baaki lok bhi satya karm karna chhod dienge.. Jo reet main chal raha hoon, usi prakaar anya lok bhi chalienge to mukti ko piraapt karienge..TO BE CONTINUED..
JAI SHRI KRISHNA JI..JAI SAI JI..

Subscribe to:
Posts (Atom)